jab se tum gaye ho Dil bechain sa rahta hai...
Na kaam me lagta hai na be-kaam mein lagta hai..
Bus tumhare deedaar ka intezaar hai...
ab to har ek din ek saal lagta hai...
Kaam to hazaaron yaad aate hain..
Bistar se uthana nagawar lagta hai...
Kabhi ye lagta hai kabhi woh lagta hai...
Ab to ye aalam hai... Sans lena bekaar lagta hai..
No comments:
Post a Comment